१. Mere samaj ke netaon, bhaion, bahenon Jag ke har desh men badi shaktiyan dharm shakti, Satta shakti, Bahumat shakti, Dhan shakti hoti hai.
२. Aaj se 4 hajar saal pahele hamara samaj (hamare purwaj) Dharm pracharak, Sattadhari(Raje, Maharaje, Samrat), Vyapari, Bahumat wale dhanpati the, par uske bad bhedniti dwara hamare samaaj ko kewal shudra, atishudra bana diye wa sada shudra atishudra rakhane wale hai.
३. Mere samaj ke netaon ma. Shri ramdaas Athawleji, Ma. Shri Prakash Ambedkarji, Ma. Shri Rajendra Gavaiji, Ma. Shri Jogendra Kawadeji, Ma. Shri Hiwraaz Ukeji, Ma. Shri Tulsiraam Gedamji Adi wa sab bhaion, bahenon aapko Dharm se duri, Satta ze duri, Vyaapaar se duri, Bahumat se duri Shudrapan, Ati shudrapan adi sarwa vinash se bachna hai. Ye Panch shaktiyon Dharm, Satta, Vyaapaar, bahumat, Dhan ka gyaan jano. Een panchh shaktiyonke kaam karo, yeh panch shaktiyan apne paas sada rakho.
४. Mera pachas saal ka chintan hai. Maine jaruri kitaben, granth likhkar rakha hun. Aap mere se jaruri shaktiyonka gyaan janiye wa Shaktimaan baniye tatha samaj ko sada ke liye Shaktimaan bana lijiye! JayBhim!
Aapka Santguruji
Param Pujya. Raam Maharaaz Gadpaal
OM Aashram Varathi, Jilha Bhandara
Maharashtra

No comments:
Post a Comment